Roman script
diye jaltey hain phool khiltey hain diye jaltey hain phool khiltey hain badi mushqil se magar duniya mein dost miltey hain diye jaltey hain jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai kuchh na poochho yaaron dil ka haal bura hota hai jab jis waqt kisi ka yaar juda hota hai kuchh na poochho yaaron dil ka haal bura hota hai dil pe yaadon ke jaise teer chaltey hain haan haan haan diye jaltey hain phool khiltey hain diye jaltey hain is rang-roop pe dekho hargiz naaz na karna jaan bhi maange yaar to de dena naraaz na karna rang ud jaate hain dhoop dhalte hain hmm hmm hmm diye jaltey hain phool khiltey hain diye jaltey hain daulat aur jawaani ek din kho jaati hai sach kehta hoon saari duniya dushman ho jaati hai daulat aur jawaani ek din kho jaati hai sach kehta hoon saari duniya dushman ho jaa ti hai uma bhar dost lekin saath chalte hain hmm hmm hmm diye jalte hain phool khilte hain badi mushqil se magar duniya mein dost miltey hain diye jaltey hain
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Film / album: Namak Haraam (1973)
- Composer: R D Burman
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Rajesh Khanna
- Actor: Rekha
- Actor: Amitabh Bachchan
- Actor: Simi Garewal
- Actor: Asrani
- Actor: Raza Murad
- Actor: A K Hangal
- Actor: Om Shiv Puri
- Actor: Durga Khote
- Actor: Manmohan
- Actor: Kamal Deep
- Actor: Manju
- Actor: Lalita Kumari
- Actor: Jay Shree T
- Actor: Neelam
- Actor: Darshan
- Actor: Manisha
Song video
actor: Amitabh Bachchan, Rajesh Khanna