Roman script

diya jage sari raina

nindiya na aaye, nindiya na aaye

rah take vyakul naina

nindiya na aaye, nindiya na aaye

sapna nahi koyi sang kiran ke

git naho koyo pas pawan ke

sapna nahi koyi sang kiran ke

soye bhala kaise phul chaman ke

taro ka bhi hai yahi kehna

nindiya na aaye, nindiya na aaye

lalla lala lori gake sunau

mai apni palko kaa palna banau

lalla lala lori gake sunau

mai teri nindiya ko kaise bulau

teri tarah wo bhi mane na kehna

nindiya na aaye, nindiya na aaye

diya jage sari raina

nindiya na aaye, nindiya na aaye

nindiya na aaye, nindiya na aaye

nindiya na aaye, nindiya na aaye

Explore this song