Roman script

diya re diya dil aise beimaan ko 

hay jo dil ko lagana jaane na 

kiya re kiya pyaar aise anjaan ko 

hay jo pyaar ko nibhana jaane na 

diya re diya dil aise beimaan ko 

hay jo dil ko lagana jaane na 

meri tamanna unke bahane 

aise hi gujare hai kitane jamaane 

meri tamanna unke bahane 

aise hi gujare hai kitane jamaane 

dekho re dekho ki jispe mite hum 

dekho re dekho ki jispe mite hum

vo hi dil ka fasana jaane na

diya re diya dil aise beimaan ko 

hay jo dil ko lagana jaane na 

kiya re kiya pyaar aise anjaan ko 

hay jo pyaar ko nibhana jaane na 

samane aake jalwa dikha ke 

baithe hai ab kyun najare bacha ke 

samane  aake jalwa dikha ke 

baithe hai ab kyun najare bacha ke 

aankho hi aankho me dil ko churake 

aankho hi aankho me dil ko churake 

ab vo najare milana jaane na 

diya re diya dil aise beimaan ko 

hay jo dil ko lagana jaane na 

kiya re kiya pyaar aise anjaan ko 

hay jo pyaar ko nibhana jaane na

Explore this song