Roman script

deewano ki mastano ki, deewano ki mastano ki

jawani hum jawano ki, jawani hum jawano ki

ye umar hai lutne lutane ki, ye umar hai rang jamane ki

ye umar me jo takrayega wo bach ke na ja payega

ye umar hai aankh ladane ki, ye umar hai mauj manane ki

ye umar hai chhin ke lane ki, ye umar hai kuchh bhi pane ki 

hai umar yahi afsano ki

deewano ki mastano ki, deewano ki mastano ki

jawani hum jawano ki, jawani hum jawano ki

ye umar nahi hai takrane ki, ye umar hai milne milane ki

ye umar hai pyar jagane ki, ye umar hai dil ko churane ki

ye umar hai dhum machane ki, ye umar hai nachne gane ki

is umar me do dil milte hai, is umar me gulsan khilte hai

ye umar hai shama parwano ki

deewano ki mastano ki, deewano ki mastano ki

jawani hum jawano ki, jawani hum jawano ki

lyrics typed by :- ruchita parab

Explore this song