Roman script
ye tazgi ye sadgi, ye aashiqi diwangi ye tazgi ye sadgi, ye aashiqi diwangi pahle kabhi dekhi nahi dekha tujhe dil ne kaha, tu hi to hai tu hi to hai meri zindagi tu hi to hai diwangi ye tazgi, ye sadgi, ye aashiqi diwangi pipal ki resham chanw me hum khush bahut the gaon me phas gaye shaher ke jaal me kis mod pe le aayi hai humko humari ye zindagi ye tazgi ye sadgi, ye aashiqi diwangi is jhilmilate shaher me harsu andhere hain chhupe harsu lutere hain chhupe is shaher me rishte kho gaye is shaher me tu bhi kho gayi tujhsa na pehle tha koyi tujhsa na koyi aaj hai tujhsa na koyi hoga kal tere liye main jaan du tere liye main jaan lu ye tazgi ye sadgi, ye aashiqi diwangi pahle kabhi dekhi nahi dekha tujhe dil ne kaha tu hi to hai tu hi to hai meri zindagi tu hi to hai diwangi tu hi to hai diwangi deewangi deewangi deewangi deewangi deewangi deewangi
Song details
- Singer: K. K.
- Singer: Mahalakshmi Iyer
- Film / album: Deewangee (2002)
- Composer: Ismail Darbar
- Lyricist: Nusrat Badr
- Lyricist: Salim Bijnori
- Actor: Ajay Devgn
- Actor: Akshaye Khanna
- Actor: Urmila Matondkar
- Actor: Farida Jalal
- Actor: Tiku Talsania
- Actor: Suhasini Mulay
- Actor: Seema Biswas
- Actor: Vijayendra Ghatge
- Actor: Nirmal Pandey
- Actor: Tanaz Currim
- Actor: Suresh Oberoi
- Actor: Rana Jung Bahadur
- Actor: Mohan Kapoor
- Actor: Anil Nagrath
- Actor: Nishigandha Wad
- Actor: Madan Joshi
- Actor: Neelam Kothari
- Actor: Sonu
- Actor: Deepak Bhatia
- Actor: Mazhar Khan
singer: K. K., Mahalakshmi Iyer
lyricist: Nusrat Badr, Salim Bijnori