Roman script

diwana kah ke logo ne mujhe aksar bulaya hai

diwana kah ke logo ne mujhe aksar bulaya hai

agar pucha kisi ne hal ye kisne banaya hai

to mai tera nam lunga mai tera nam lunga

gawayi nind aankho ne ab to dil bhi gawaya hai

agar pucha kisi ne hal ye kisne banaya hai

to mai tera nam lungi mai tera nam lungi

kabhi maine maykhana dekha nahi hai

utha ke bhi paymana dekha nahi hai

magar sab mujhe dekh ke kah rahe hai

koi aisa mastana dekha nahi hai

koi aisa mastana dekha nahi hai

agar pucha kisi ne agar pucha kisi ne 

tu nashe me kaise aaya hai to mai tera nam lunga

mai tera nam lunga gawayi nind aankho ne 

ab to dil bhi gawaya hai

agar pucha kisi ne hal ye kisne banaya hai

to mai tera nam lungi mai tera nam lungi

jalaya hai tu khyalo me mere

jawabo me mere sawalo me mere

mana karne pe bhi mana to hua na

laga hi diya phul balo me mere

laga hi diya phul balo me mere

agar pucha kisi ne phul ye balo me

kisne lagaya hai to mai tera nam lungi mai tera nam lungi

diwana kah ke logo ne mujhe aksar bulaya hai

agar pucha kisi ne hal ye kisne banaye hai

to mai tera nam lunga mai tera nam lunga

suna jabki mai ho gaya hu nishana

kayi bate puchega mujhse jamana

chhupaunga mai kaise darde jigar ko

banaunga logo se mai kya bahana

agar pucha kisi ne agar pucha kisi ne

teer ye kisne chalaya hai

to mai tera nam lunga mai tera nam lunga

gawayi nind aankho ne ab to dil bhi gawaya hai

agar pucha kisi ne hal ye kisne banaye hai

to mai tera nam lungi mai tera nam lungi

Explore this song