Roman script

deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha

woh aa gaya, woh aa gaya, woh aa gaya, woh aa gaya

main aashiq hun deewana hun shamma ka main parwana hun

bechain thi main har ghadi raaton ko soyi nahi

deewanagi badhati gayi khwaabon mein khoyi nahi

baaton hi baaton mein mera dil tune liya

ho aankhon hi aankhon mein jaadu kya tune kiya

meri toh saanson mein bas tu hai dilruba ha ha ha

deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha

deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha

woh aa gaya, woh aa gaya, woh aa gaya, woh aa gaya

main aashiq hun deewana hun shamma ka main parwana hun

main aashiq hun deewana hun shamma ka main parwana hun

dekha nahi pehle kabhi aaisa sama jaan-e-jaan

koi nahi jaane sanam iss pyar ki dastaan

main teri tu mera begana hai yeh jahaan

ho deewane sun le tu yeh meri dil ki zubaan

dhadkan mein bas jaaun aa paas mere tu aa aa aa

deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha 

deewana dil beqarar tha jiska mujhe intezaar tha 

woh aa gaya, woh aa gaya, woh aa gaya, woh aa gaya

main aashiq hun deewana hun shamma ka main parwana hun

main aashiq hun deewana hun shamma ka main parwana hun

Explore this song