Roman script

ruki ruki ruki ruki thi, ye mastiya 
soona soona soona soona tha, ye sama 
jawa jawa jawa lage hai sab yaha 
o zamana to hai disco ka 
o zamana to hai disco ka 
mausam kya kah raha hai 
jo ho raha hai ho jane do 
ruh me wo jo dabi si
diwangi hai jane do 
mausam kya kah raha hai 
jo ho raha hai ho jane do 
ruh me wo jo dabi si
diwangi hai jane do 
o zamana to hai disco ka 
o zamana to hai disco ka 
raatein fir se saji hain 
nasha sa chaaya hai fir se 
baahe fir se khuli hain 
gale lage fir ek duje se 
raatein fir se saji hain 
nasha sa chaaya hai fir se 
baahe fir se khuli hain 
gale lage fir ek duje se 
o zamana to hai disco ka 
o zamana to hai disco ka 
ruki ruki ruki ruki thi, ye mastiya 
soona soona soona soona tha, ye sama 
jawa jawa jawa lage hai sab yaha 
o zamana to hai disco ka 
o zamana to hai disco ka 
o zamana to hai disco ka 
o zamana to hai disco ka

Song details

Song video

Watch on YouTube

lyricist: Virag Mishra, Bappi Lahiri