Roman script

din guzar gaya aetbaar me

din guzar gaya aetbaar me

raat kat gayi intezaar me

wo maza kahan basle yaar me

wo maza kahan basle yaar me

lutf jo milaa intezaar me

unki ik nazar kaam kar gayi

unki ik nazar kaam kar gayi

hosh ab kahan hoshiyar me

hosh ab kahan hoshiyar me

mere kabze me kaaynaat hai

mere kabze me kaaynaat hai

main hu aapke ikhtiyaar me

aankh to uthee phul ki taraf

aankh to uthee phul ki taraf

dil ulazh gaya husn-haar me

dil ulazh gaya husn-haar me

tumse kya kahe, kitne gam sahe

tumse kya kahe, kitne gam sahe

hamne bewafa tere pyaar me

fikr-e-aashiyaan har khizaam ki

fikr-e-aashiyaan har khizaam ki

aashiyaan jalaa har bahaar me

aashiyaan jalaa har bahaar me

kis tarah ye gham bhul jaaye hum

kis tarah ye gham bhul jaaye hum

wo juda hua ishtihaar me

din guzar gaya aetbaar me

din guzar gaya aetbaar me

raat kat gayi intezaar me

wo maza kahan basle yaar me

lutf jo milaa intezaar me

Explore this song