Roman script

din dooba tum yaad aaye

din dooba tum yaad aaye

din dooba tum yaad aaye

deep jala tum yaad aaye

deep jala tum yaad aaye

din dooba tum yaad aaye

jab jab mere aangan mein

jab jab mere aangan mein

jab jab mere aangan mein

phool khila, tum yaad aaye

phool khila, tum yaad aaye

darwaaze par aahat se

darwaaze par aahat se

darwaaze par aahat se

dil dhadka, tum yaad aaye

jab bhi dil par koi taza

jab bhi dil par koi taza

jab bhi dil par koi taza

zakhm laga, tum yaad aaye

zakhm laga, tum yaad aaye

deep jala tum yaad aaye

din dooba tum yaad aaye

deep jala tum yaad aaye

din dooba tum yaad aaye.

Explore this song