Roman script

din dhal jaye haye rat naa jaye

tu toh naa aaye teree yad sataye

pyar me jinke sab jag chhod ha, aur huye badnam

unake hee hatho hal huwa yeh, baithe hai dil ko tham

apne kabhee the abb hain paraye, din dhal

aisee rim-jhim aisee puhare, aisee hee thee barsat

khud se juda aur jug se paraye, ham dono the sath

phir se woh sawan abb kyon naa aaye, din dhal

Explore this song