Roman script

kadam kadam pe rahe sath roshani bankar

har ek sham se pehale, har ek sham ke baad

waha pohanchake ye kehana saba salam ke baad

tumhara naam hai lab pe khuda ke naam ke bad

din bhar ki sab baatein sare kaam tumhare naam

jab se likhi hai maine har ek sham tumhare naam

duniya ke bazaar me apni kya kimmat hai phir bhi

jo bhi mil sakate ho mere daam tumhare naam

din bhar ki sab baatein sare kaam tumhare naam

umar ki raaho me kitane hi log mile ye sach hai

lekin ab iss safar ka hai anjaam tumhare naam

din bhar ki sab baatein sare kaam tumhare naam

sher kaha likhta hai woh likhti hai tumhari aankhe

rashid ki izzat shohrat inaam tumhare naam

din bhar ki sab baatein sare kaam tumhare naam

jab se likhi hai maine har ek sham tumhare naam

din bhar ki sab baatein sare kaam tumhare naam

din bhar ki sab baatein sare kaam tumhare naam

Explore this song