Roman script

din aaye raat jaye

raat aaye din jaye

yahi aana jana

zindagi ko zindagi banaye

yahi aana jana

zindagi ko zindagi banaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

are sone jaisi kaya re

ek saans ki maya

are sone jaisi kaya 

ek saans ki maya

sab maati ki hai dheri re

jab saans na aaya

dekho dhaukani ye meri

dekho dhaukani ye meri

kaisa bhed bataye

yahi aana jana

zindagi ko zindagi banaye

yahi aana jana

zindagi ko zindagi banaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

o o

kabhi sukh ki hai bari

kabhi dukh ki hai bari

jaise chale meri chakki

chale duniya ye sari

o o o o

kabhi sukh ki hai bari

kabhi dukh ki hai bari

jaise chale meri chakki

chale duniya ye sari

o o o o

dukh sukh aaye jaye

dukh sukh aaye jaye

man kaahe ghabraye

yahi aana jana

zindagi ko zindagi banaye

yahi aana jana

zindagi ko zindagi banaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

tute ek khilauna sau ghade re kumhar

tute ek khilauna sau ghade re kumhar

ise tod jod ka aur jod tod ka

naam hai sansar, naam hai sansar

koi kisi ko mitaye

koi kisi ko mitaye

koi kisi ko banaye

yahi aana jana

zindagi ko zindagi banaye

yahi aana jana

zindagi ko zindagi banaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

din aaye raat jaye din aaye

Explore this song