Roman script

dilwaale dilwaale dilwaale tera naam kya hai 

naam kya hai tera paigaam kya hai

dilwaale dilwaale tera naam kya hai 

naam kya hai tera paigaam kya hai

kranti aha kranti aha kranti aha kranti aha kranti kranti

ab na kisiki maang na ujde 

ab kisiki maang na ujde

ab bachchose maa na bichhde

ab kisiki maang na ujde

kranti aha kranti aha kranti aha kranti aha kranti kranti

dilwaale dilwaale dilwaale tera apna kya hai

apna kya hai tera sapana kya hai

kranti aha kranti aha kranti kranti

desh ki khatir kaam aayenge desh ki khatir kaam aayenge 

god mein isaki so jaayenge god mein jisaki so jaayenge

dilwaale dilwaale dilwaale tera armaan kya hai

aramaan kya hai tera imaan kya hai

kranti aha kranti aha kranti kranti

ek hi mitti ek hi pooja ek hi mitti ek hi pooja 

iske siva na bhaaye dooja  iske siva na bhaaye dooja

dilwaale dilwaale dilwaale tera raam kya hai

raam kya hai tera ghanshaam kya hai

kranti aha kranti aha kranti aha kranti aha kranti kranti

mar jaayenge mit jaayenge naam watan ka kar jaayenge 

dilwale dilwale tera aagaaz kya tera 

aagaaz kya hai tera anjaam kya hai 

kranti aha kranti aha kranti aha kranti aha kranti kranti

dushman ko jo maar ke aaye

maar ke aaye ya mit jaye vo mata ka lal kehlaaye 

vo mata ka lal kehlaaye maa vaari jaye balihaari jaye 

jab desh pe beta khoon bahaaye desh pe beta khoon bahaaye 

jab desh pe beta khoon bahaaye dilwali dilawali teri aan kya hai    

aan kya hai teri santaan kya hai  

kasam hame hai is dhart ki apne lhoo se likh jaayenge 

kranti aha kranti aha kranti aha kranti aha kranti kranti

Explore this song