Roman script

dilo ki baat karo mehfilon ki baat karo

dilo ki baat karo mehfilon ki baat karo

dilo ki baat karo mehfilon ki baat karo

wafa ka zikr chale

wafa ka zikr chale dosto ki baat karo

dilo ki baat karo mehfilon ki baat karo

dilo ki baat karo mehfilon ki baat karo

liye phiroge labo par ye tishnagi kab tak

liye phiroge labo par ye tishnagi kab tak

liye phiroge labo par ye tishnagi kab tak

nazar nazar se milo

nazar nazar se milo maikado ki baat karo

nazar nazar se milo maikado ki baat karo

dilo ki baat karo mehfilon ki baat karo

judaaio mein kabhi zindagi nahi milati

judaaio mein kabhi zindagi nahi milati

judaaio mein kabhi zindagi nahi milati

mila ke hath chalo

mila ke hath chalo chahato ki baat karo

mila ke hath chalo chahato ki baat karo

dilo ki baat karo mehfilon ki baat karo

jo haar maan gaye unki zindagi kya hai

jo haar maan gaye unki zindagi kya hai

jo haar maan gaye unki zindagi kya hai

musibato se lado

musibato se lado hausalo ki baat karo

musibato se lado hausalo ki baat karo

wafa ka zikra chale

wafa ka zikra chale dosto ki baat karo

dilo ki baat karo mehfilon ki baat karo

dilo ki baat karo mehfilon ki baat karo

Explore this song