Roman script

ishq hai avval ishq hai aakhir

kya ishq ke siwa hai

ishq hai avval ishq hai aakhir

kya ishq ke siwa hai

ye ishq hai to hai zindgani

dil ki yahi sada hai

dilbar ki dileri kya kahiye

dilbar ki dileri kya kahiye

o dilbar ki jawani kya kahiye

lo ishq ne kar di yaaro ki

lo ishq ne kar di yaaro ki

rangin kahani kya kahiye

dilbar ki dileri kya kahiye

o dilbar ki jawani kya kahiye

kurban adao par uske

dil ek najar me chhin liya

mujh bhole bhale rahi ka

saman safar me chhin liya

naak suaa sa munh batuwa sa

nain se tere katore haye

naak suaa sa munh batuwa sa

nain se tere katore

taine dekh ke pagal ho gaye

hariyane ke chhore

chhori sach hai na chhori sach hai na 

o chhori sach hai na chhori sach hai na 

us rup ke bahte dariya ka

us rup ke bahte dariya ka

chadhta hua pani kya kahiye

dilbar ki dileri kya kahiye

o dilbar ki jawani kya kahiye

main dur hu lekin

yaad meri har sham use aati hogi

lahra ke basanti aanchal wo

kheto me bhadi gaati hogi

oye kya gaati hogi

kesariya baalam aawo ni padharo humare desh

kesariya baalam aawo ni padharo humare desh

ho din me do do khat likhti hai

ho din me do do khat likhti hai

wo meri diwani kya kahiye

dilbar ki dileri kya kahiye

o dilbar ki jawani kya kahiye

na chhanv kisi aanchal ki mili

barsi na koi julfo ki ghata

hum sawan sawan jalte hai

le jaye kahan ye dil pyasa 

o ranna waliya de pakan parothe

te chadh diya agan bale

o ranna waliya de pakan parothe

te chadh diya agan bale

o takiye se lipat kar katti hai

o takiye se lipat kar katti hai

har raat suhani kya kahiye

dilbar ki dileri kya kahiye

o dilbar ki jawani kya kahiye

har roj nahi sajti

khushiyo ki hasi mehfil haye

khushiyo ki hasi mehfil

ha hum aaj ke sathi hai

kal jane kahan honge haye

bichhde bhi agar hum tum

tanhai ki raaho me hoye

tanhai ki raaho me

yaado ke kai chehre manzil ka nisha honge

manzil ka nisha honge

milti hai mukaddar walo ko

o milti hai mukaddar walo ko

yaaro ki nishani kya kahiye

o dilbar ki dileri kya kahiye

o dilbar ki jawani kya kahiye

lo ishq ne kar di yaaro ki

lo ishq ne kar di yaaro ki

rangin kahani kya kahiye

o dilbar ki dileri kya kahiye

o dilbar ki jawani kya kahiye

o dilbar ki dileri kya kahiye

o dilbar ki jawani kya kahiye

o dilbar ki dileri kya kahiye

o dilbar ki jawani kya kahiye

Explore this song