Roman script

dilbar humse zara nazrein mila

jalwa dikha koi jadu chala

jadu chala ke mere dil ko chura

dil ko chura ke mujhe apna bana

zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

teri nazar ka jadu chala hai

nigahon mein meri nasha hi nasha hai

teri nazar ka jadu chala hai

nigahon mein meri nasha hi nasha hai

tu hi bata de mujhe kya huwa hai

na mujhko pata hai na dil ko pata hai

husn mera keh raha hai

zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

sab ke dilon mein meri tamanna

aayi hai mujh par aisi jawaani

sab ke dilon mein meri tamanna

aayi hai mujh par aisi jawaani

baahon mein bhar ke mujhe chum le tu

main hun deewane teri deewani

jaan meri paas aaja

zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

dilbar humse zara nazrein mila

jalwa dikha koi jadu chala

jadu chala ke mere dil ko chura

dil ko chura ke mujhe apna bana

zindagi mein aashiqui ka ab to le le maza

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

mashuqa mashuqa main teri mashuqa

Explore this song