Roman script

o dil zakhmo se chur magar tu kya jane

magar tu kya jane

o pyar ki manzil dur magar tu kya jane

magar tu kya jane

o dil zakhmo se chur magar tu kya jane

magar tu kya jane

ho pyar badhake chhod diya kyu

pyar badhake chhod diya kyu

aas bhara dil tod diya kyu

aas bhara dil tod diya kyu

jhakm hue chur magar tu kya jane

magar tu kya jane

pyar ki manzil dur magar tu kya jane

magar tu kya jane

dil zakhmo se chur magar tu kya jane

magar tu kya jane

o pyar kisi se karne wale

o pyar kisi se karne wale

pyar ki raah me marne wale

pyar ki raah me marne wale

hote hai majbur magar tu kya jane

magar tu kya jane

ho dil zakhmo se chur magar tu kya jane

magar tu kya jane

ho pyar ki manzil dur magar tu kya jane

magar tu kya jane

ho biti bate yaad karenge

ho biti bate yaad karenge

jite jee fariyad karenge

jite jee fariyad karenge

rah kar tujhse dur magar tu kya jane

magar tu kya jane

o pyar ki manzil dur magar tu kya jane

magar tu kya jane

Explore this song