Roman script

dil ye ladaku kyun ye lad gaya

kyun ye bhid gaya khud hi se aaj

laakh roka haan toka magar na maane

banke jhonka hawa ka ye udna chaahe

teri hi gali mein mudna ye chahe

akdu jhagdalu naram ho gaya

dil me hua ghotala, dil me hua ghotala

dil me hua ghotala haaye re

dil me hua ghotala, dil me hua ghotala

dil me hua ghotala haaye re

teri nazar jaaye jidhar

meri nazar rakhe uspe pehra

kar doon main kya saazish koi

dekhe tu jidhar dikhe mera chehra

jahaan tu jaaye main kyu tere piche

piche piche bhatakti rahoon

dil me hua ghotala, dil me hua ghotala

dil me hua ghotala haaye re

dil me hua ghotala, dil me hua ghotala

dil me hua ghotala haaye re

maghroor tu, maghroor main

mashahoor hai tera mera jhagda

phir kya hua pighli kyun main

kar hi diya tune jaadu tagda

tha jo kal tak haan dushman dil ka

aaj kyun mujhko pyara lage

dil me hua ghotala, dil me hua ghotala

dil me hua ghotala haaye re

dil me hua ghotala, dil me hua ghotala

dil me hua ghotala haaye re

dil me hua ghotala, dil me hua ghotala

dil me hua ghotala haaye re

Explore this song