Roman script

dil ye kiska hai meri jaan jigar kiska hai 

dil par teer na chalao tumhe dar kiska hai 

dil ki ujadi huyi basti ko basaya kisne hai 

dil ki choti see basti mein gujar chuka hai 

koun kahta hai ki dil mein teri yaad nahi 

naam hotho pe mere jaam ser kiska hai 

naam hotho pe mere jaam ser kiska hai

kal se ghar ko samjh baitha main ghar ko aapna

agar ghar aapka wo hai to ye ghar kiska hai 

tumari ek teer najar to na seene mein 

tumari ek teer najar to na seene mein 

ye jo tutege ye barbad na kar kiska hai 

ye jo tutege ye barbad na kar kiska hai 

dil ye kiska hai meri jaan jigar kiska hai 

dil par teer na chalao tumhe dar kiska hai

Explore this song