Roman script

dil ye kahe kehta rahe, dil ye kahe yahin kehta rahe

ab jo bhi hota hai ho jaane do

jo hosh khota hai kho jaane do

dil ye kahe kehta rahe, dil ye kahe yahin kehta rahe

ab jo bhi hota hai ho jaane do

jo hosh khota hai kho jaane do

koyi aisa ho deewaana, kahe dil ka jo fasaana

suno hamse tum fasaane, najar se najar milaake

ye dil pyaar dhundata hai, ye ikraar dhundata hai

jo dil pyaar maangta hai, to phir kyun ye faasla hai

dil ye kahe yahin kehta rahe

ab jo bhi hota hai ho jaane do

jo hosh khota hai kho jaane do

pasand hamko jo bhi aaya

use samjhe kyun paraaya

wahi aaj se hai apna

jise hamne aaj chhupaaya

nasha jaise chha raha hai, sama jaise gaa raha hai

ye ranginiyaan hai chhayi, to dil behke ja raha hai

dil ye kahe kehta rahe

ab jo bhi hota hai ho jaane do

jo hosh khota hai kho jaane do

Explore this song