Roman script

kyun raato ko mai ab chain se so na saku

kyun aata nahi mujhe din me bhi chain o suku

kyun aisa hota hai mai khud se hi baate  karu

kyun tu jo bole koi sune na wo mai hi sunu

dil ye bekarar kyun hai

iss pe dhun sawar kyu hai

kyun hai ye khumar kyu hai tu bataa

tera intezar kyu hai tujhpe aitbaar kyu hai

kyu hai ye khumar kyu hai, tu bata

tu bata, tu bata

kyun tujhe dekhe bina aata nahi dil ko sabar

kyu tere chehre se hatt ti nahi ye nazar

kyu tujhe paake mujhe rehta hai khone ka darr

kyun tere siva sari duniya se hu mai bekhabar

dil ye bekarar kyun hai

iss pe dhun sawar kyu hai

kyu hai ye khumar kyu hai tu bataa

tera intezar kyu hai tujhpe aitbaar kyu hai

kyu hai ye khumar kyu hai, tu bataa

tu bataa, tu bataa

ye pyaar hai jo tujhe ho gaya hai

naa jaane kyun tu iss se tha bekhabar

jo aaj kal yeh tujhe ho raha hai

nahi aur kuch pyar ka hai asar

kyun tere jalwo ka chatt ta nahi hai dhuaa

kyu chale hawa toh lage ki jaise tune chhua

kyu maangta hai dil tere liye roz duaa

kyu ho raha jo pehle mujhe naa hua

dil ye bekarar kyun hai

iss pe dhun sawar kyun hai

kyu hai ye khumar kyun hai, tu bataa

tera intezar kyun hai, tujhpe aitbar kyun hai

kyun hai ye khumar kyun hai, tu bataa

tu bataa, tu bataa

Explore this song