Roman script

dilwalo ki mehfil me aa ho ja badnaam

na soch anjaam utha le jaam

dilwalo ki mehfil me

raat bhay to surahi

sham bhay to paimana

jhum rahe hai tare sharaabi

aasma hai maikhana

aise me apne sar le ek naya iljaam

na soch anjaam utha le jaam

dilwalo ki mehfil me aa ho ja badnaam

na soch anjaam utha le jaam

dilwalo ki mehfil me

sun le o diwane aankho ke afsane

sun le o diwane

sun le o diwane aankho ke afsane

aaya hai koi pyar ki baatein

dekh tujhe samjhane

laut ke phir na aayegi

rang bhari ye sham

na soch anjaam utha le jaam

dilwalo ki mehfil me aa ho ja badnaam

na soch anjaam utha le jaam

dilwalo ki mehfil me

Explore this song