Roman script

dil unko utha ke de diya

kuch ghabra ke kuch sharma ke

ab sochte hai ye kya kiya

kuch ghabra ke kuch sharma ke

dil unko utha ke de diya

ye kisse hue samna dil pukara mujhe thamna

ye kisse hue samna dil pukara mujhe thamna

mil chuki thi najar ho chuka tha asar

naam unka juba ne le liya

dil unko utha ke de diya

kuch ghabra ke kuch sharma ke

dil unko utha ke de diya

jindagi me koi aa gaya pyar ka raz samjha gaya

jindagi me koi aa gaya pyar ka raz samjha gaya

unke ho hi gaye hum to kho hi gaye

jaane jaadu ye kaisa kiya

dil unko utha ke de diya

kuch ghabra ke kuch sharma ke

ab sochte hai ye kya kiya

kuch ghabra ke kuch sharma ke

dil unko utha ke de diya

Explore this song