Roman script

dil tut gaya jee chhut gaya

kismat ne mita kar chhod diya

dil tut gaya jee chhut gaya

kismat ne mita kar chhod diya

aankhon mein bhi to aansoo na rahein

majbur banaakar chhod diya

aankhon mein bhi to aansoo na rahein

majbur banaakar chhod diya

ae meri ummido ki duniya 

badnaam mohabbat hoti hai

ae meri ummido ki duniya 

badnaam mohabbat hoti hai

badnaam mohabbat hoti hai

kyu mujhko banaaya tha apna

kyon apna banaakar chhod diya

kyu mujhko banaaya tha apna

kyon apna banaakar chhod diya

armaan tadapte hai dil me

dil hai ke sulagta rahta hai

armaan tadapte hai dil me

dil hai ke sulagta rahta hai

jalne ke liye duniya me mujhe 

kyu aag laga kar chhod diya

jalne ke liye duniya me mujhe 

kyu aag laga kar chhod diya

tum fulo falo aabaad raho

aabaad raho, dilshaad raho

tum fulo falo aabaad raho

aabaad raho, dilshaad raho

tumne to mujhe duniya ke liye

afsana bana kar chhod diya

tumne to mujhe duniya ke liye

afsana bana kar chhod diya

dil tut gaya jee chhut gaya

kismat ne mita kar chhod diya

Explore this song