Roman script

dil tune kahana maana kis beimaan ka 

kuchh bhi bharosa nahi, kuchh bhi bharosa nahi 

jiski jubaan ka 

hay kahana maana kis beimaan ka 

dil tune kahana maana 

bedardi baalama khudgarzi

bedardi baalama khudgarzi

main samjhu main jaanu re teri marji 

main samjhu main jaanu re teri marji 

hay pahle churaaye jiyaa fir tadpaaye 

bairi badala chukaaye kaise mere ehsaan ka 

kuchh bhi bharosa nahi, kuchh bhi bharosa nahi 

jiski jubaan ka 

hay kahana maana kis beimaan ka 

dil tune kahana maana 

jaa julmi dekh li teri yaari 

jaa julmi dehk li teri yaari 

o chhaliyaa hai jhuthi ye dildaari 

o chhaliyaa hai jhuthi ye dildaari 

are ankhiya ji waade kare aankhe beisraaye 

hay koi thikana nahi jis beimaan ka 

kuchh bhi bharosa nahi, kuchh bhi bharosa nahi 

jiski jubaan ki 

hay re kahana maana kis beimaan ka

dil tune kahana maana

Explore this song