Roman script

pyaar hi pyaar nahin nikla toh

kismat ko iljaam na do

yaar hi yaar nahin nikla toh

yaar ko yaar ka naam na do

dil tukde tukde bikhar gaya ik pal mein

koi jeete ji hi mar gaya ik pal mein

dil tukde tukde bikhar gaya ik pal mein

koi jeete ji hi mar gaya ik pal mein

yeh kya kiya o bewafa kaisa sila diya

rabba ve tune pyaar kyun banaaya

rabba ve tune pyaar kyun banaaya

yeh pyaar nahin yeh pyaar nahin dil rota hai

jo mere saath huwa kya yun bhi hota hai

yeh pyaar nahin yeh pyaar nahin dil rota hai

jo mere saath huwa kya yun bhi hota hai

koi apna banke loot gaya sapne saare

haare haare haare ishq se hum haare

yeh kya kiya o bewafa kaisa sila diya

rabba ve tune pyaar kyun banaaya

rabba ve tune pyaar kyun banaaya

ya khuda yeh bata aisa hota hai kyun 

ya khuda yeh bata aisa hota hai kyun 

ishq jisne kiya wohi rota hai kyun

yeh ishq hai ya hai saja yeh badduwa ya hai duwa

hum loot gaye hum mit gaye nikla woh bewafa

yeh ishq hai ya hai saja yeh badduwa ya hai duwa

hum loot gaye hum mit gaye nikla woh bewafa

haan yeh kya kiya o bewafa kaisa sila diya

rabba ve tune pyaar kyun banaaya 

rabba ve tune pyaar kyun banaaya 

dil tukde tukde bikhar gaya ik pal mein

koyi jeete ji hi mar gaya ik pal mein

dil tukde tukde bikhar gaya ik pal mein

koyi jeete ji hi mar gaya ik pal mein

yeh kya kiya o bewafa kaisa sila diya

rabba ve tune pyaar kyun banaaya

rabba ve tune pyaar kyun banaaya

rabba rabba rabba tune pyaar kyun banaaya

Explore this song