Roman script

mil gaya koi mujhe raah chalte

hay kya hua ye kaisi aag bhadake

mil gaya koi mujhe raah chalte

hay kya hua ye kaisi aag bhadake

kaise main chhipau meri aank fadke

jab se milla wo mera dil bhadke

dil dhadke tera dil dhadke

gori tera dil kaise hay dhadke

dil dhadke tera dil dhadke

gori tera dil kaise hay dhadke

hay duniya sayani hogi badnaami

hay duniya sayani hogi badnaami

nikalun main kaise mujhe dar lagta

sapno mein aata mere wohi ladka

kaisi bekaraari main kisse kahun

dil mein hain ja ke mere kya hai khdka

kitne dino se dil naahi lagta

sone nahi deta dil ka ye jhatka

jhatka ye haye dil ka ye jhatka

jhatka ye gori haye haye jhatka

kaisa lagta hai dil ka ye jhatka

jhatka ye gori haye haye jhatka

kaisa lagta hain dil ka ye jhatka

hay door nahi jao paas bhi na aao

door nahi jauo paas bhi na aao

dil ki ye baate hay kisise kahun

uske bina hay main kaise rahun

kiya kaisa jadu jo mujhse milla

jate jate ankhiyon ki neend le gaya

kaisi wo ghadi thi jo wo mujhse miila

chhod gaya mujhko wo dil le gaya

dil le gaya ha mera dil le gaya

dil le gaya tera dil le gaya

gori tera dil hay kaise le gaya

dil le gaya tera dil le gaya

gori tera dil hay kaise le gaya

kaise main chhipaun meri aankh fadke

jab se milla woh mera dil dhadke

dil dhadke mera dil dhadke

hay hay hay mera dil dhadke 

dil dhadke mera dil dhadke

ui ma ui ma dil dhadke

Explore this song