Roman script

dil tujhe pukare pukare 

dil ka kahna maan le

aankho hi aankho me ishare 

kuch samjh kuch jan le

dil tujhe pukare pukare 

dil ka kahna maan le

aankho hi aankho me ishare 

kuch samjh kuch jan le

bahki bahki meri nazar

bali umar ka hai ye asar

o ho o o ho o

dil tujhe pukare pukare 

dil ka kahna maan le

aankho hi aankho me ishare 

kuch samjh kuch jan le

hai sitare ye zami pe

sab nazare hai yahi pe

roshni hai zindagi hai

har khushi hai yaha 

ha hai sitare ye zami pe

sab nazare hai yahi pe

roshni hai zindagi hai

har khushi hai yaha

har khushi hai yaha 

yaro jab tak raat dhle 

tab tak dil ki baat chale 

yeh hey yeh yeh hey yeh

dil tujhe pukare pukare 

dil ka kahna maan le

aankho hi aankho me ishare 

kuch samjh kuch jan le

kisne dekha kal kaha hai 

mai jawa hu tu jawa hai 

mastiya hi mastiya hai

pyar me duba sama ha

kisne dekha kal kaha hai 

mai jawa hu tu jawa hai 

mastiya hi mastiya hai

pyar me duba sama 

pyar me duba sama 

umar ke najuk mod pe hum 

mile hai sabko chhod ke hum

o ho o o ho o

dil tujhe pukare pukare 

dil ka kahna maan le

aankho hi aankho me ishare 

kuch samjh kuch jan le

bahki bahki meri nazar

bali umar ka hai ye asar

o ho o o ho o

dil tujhe pukare pukare 

dil ka kahna maan le

aankho hi aankho me ishare 

kuch samjh kuch jan le

Explore this song