Roman script

dil tu hi bata, kahaan tha chhupa

kyun aaj suni teri dhadkan pahli baar 

dil tu hi bata, kahaan tha chhupa

kyun aaj suni teri dhadkan pahli baar 

haan dil ne mere sun li tere dil ki pukaar

dil tu hi bata, kahaan tha chhupa

kyun aaj suni teri dhadkan pahli baar 

duniya jhooti lagti hai, sapna sachcha lagta hai

chhup ke teri baaho me sab kuch achchha lagta hai

yeh aisi hawa aisi lehar jisme sare bah jaate hai yaha

bah gayi main, kah gayi main jo bhi mujhe kahna tha

bah gayi main, kah gayi main jo bhi mujhe kahna tha

dil ne mere sun li tere dil ki pukaar

baaho me falak hota hai, jannat ye zameen lagti hai

kya pyaar me ye hota hai, har chiz hasin lagti hai

dil khona hi tha, hona hi tha

iss dil pe kisi ka bas hi kab chalaa

chali main chali, pyaar ki gali leke wafa ki sadaaye

chali main chali, pyaar ki gali leke wafa ki sadaaye

dil ne mere sun li tere dil ki pukaar

Explore this song