Roman script

dil todne wale aaja re sang chhodne wale aaja

ye ankhiya pukare tujhko dil bhi pukare

are khiladi tera khilauna tod diya tune

tod diya tune chhupe kaha ho samne aao

chhupe kaha ho samne aao 

jaye kaha gam ke maare re

dil todne wale aaja re sang chhodne wale aaja

ye ankhiya pukare tujhko dil bhi pukare

chand suraj teri nagari mein teri nagari mein

yaha andhera hai yaha andhera hai 

ho is kismat ka nahi sawera

jiyenge kiske sahare re

dil todne wale aaja re sang chhodne wale aaja

ye ankhiya pukare tujhko dil bhi pukare

laaj bachao preet nibhao

janm marn ke sath are o data 

bhar de jholi mangu main hath pasare

dil todne wale aaja re sang chhodne wale aaja

ye ankhiya pukare tujhko dil bhi pukare

Explore this song