Roman script

hello darling, i wanna get you up in bubblin

i wanna make you body go troublin

i here say hello darling

hello darling, i wanna get you up in bubblin

i wanna make you body go troublin

i here say hello darling

dil ko to har kaam anokha

dhoonde bas masti ka mauka

aaha, ho dil ye aaha

iss ko kitna roka toka

phir bhi kha jaata hai dhoka

aaha, ho dil ye aaha

dil ko to har kaam anokha

dhoonde bas masti ka mauka

aaha, ho dil ye aaha

iss ko kitna roka toka

phir bhi kha jaata hai dhoka

aaha, ho dil ye aaha

ye raaton ko hai jaagta

seenay se nikal ke bhaagta

bas ab to apne honton pe har pal ye ratta hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

hello darling, i wanna get you up in bubblin

i wanna make you body go troublin

i here say hello darling

hello darling, it's me on the line

hello darling, kya tu hai fine

hello darling, i'm begging for time

i wanna get don't go 

dil uda jo par laga ke iske peechay peechay

apne uh gaye totey haan ud gaye totey

ek iski hi wajah se kaam reh jaate hain

adhoore hote hote, haan hote hote, hello darling 

dil uda jo par laga ke iske peechay peechay

apne uh gaye totey haan ud gaye totey

ek iski hi wajah se kaam reh jaate hain

adhoore hote hote, haan hote hote

iss ko samjhaye kya bala

ye fitrat se hai dogala

upar se to meetha hai par andar se khatta hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

hum pe aise rob jhaade, jaise ye jailor ho

aur hum isske qaidi, hum isske qaidi

na hame hai darr kisi ka, baat humne jo bhi

kehni thi woh keh di, haan keh di keh di, hello darling

hum pe aise rob jhaade, jaise ye jailor ho aur

hum isske qaidi, hum isske qaidi

na hamein hai darr kisi ka, baat humne jo bhi

kehni thi woh keh di, haan keh di keh di

iss baat ka aagey kya kahe, achcha hai ab ham chup rahe

haan khol diya hum ne jo iss ka kaccha chitta hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

dil ko to har kaam anokha

dhoonde bas masti ka mauka

aaha, ho dil ye aaha

iss ko kitna roka toka

phir bhi kha jaata hai dhoka

aaha, ho dil ye aaha

ye raaton ko hai jaagta

seenay se nikal ke bhaagta

bas ab to apne honton pe har pal ye ratta hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

arrey dil to saala ullu ka pattha hai

hello darling, it's me on the line

hello darling, kya tu hai fine

hello darling, i'm begging for time

i wanna get don't go 

hello darling, it's me on the line

hello darling, kya tu hai fine

hello darling, i beg you with time

i wanna get don't go

Explore this song