Roman script

dil to milte hai bichhadne ke liye
phul khilte hai bikharne ke liye
aashiya bante ujadne ke liye
ab samjh aaya ke chahat kya hai
ab samjh aaya ke chahat kya hai
bekarar tum bekarar hum 
ishq ne diya sirf dard aur gam 
tut hi gaya apna silsila
humko pyar me kuch nahi mila
humko pyar me kuch nahi mila
nind uadti hai chain khota hai 
chot lagti hai dard hota hai 
koi hansta hai koi rota hai 
ab samjh aaya ke chahat kya hai
ab samjh aaya ke chahat kya hai
koi rah gaya intzar me 
koi lut gaya jit har me
koi fas gaya dil ki bat me
umar kat gayi ek rat me
umar kat gayi ek rat me
wada karte hai mukar jate hai 
log to had se gujar jate hai 
chand lamho me bikhar jate hai 
ab samjh aaya ke chahat kya hai
ab samjh aaya ke chahat kya hai
chahat kya hai chahat kya hai

Song details

Song video

Watch on YouTube