Roman script

dil toh kehta hai woh apne hai apne hi hai 

jinki janib se ho jinki janib se

halka sa ishaara bhi nahi

koi aawaaj to aayi hain kahi se lekin

usne abb tak toh bhule se pukaara bhi nahi

dil toh kehta hai woh apne hai apne hi hai

raaz dil kaa toh kabhi sabko bataaya naa karo

par jo apna ho kabhi usse chupaaya naa karo

hamne jeeta nahi ho hamne jeeta nahi dil aapne haara bhi nahi

dil toh kehta hai woh apne hai apne hi hai

dil toh bas dil hain yeh sabko toh diya jaata nahi

pyaar sab se toh zamaane me kiya jaata nahi

zor apna bhi ho zor apna bhi 

nahi dil pe tumhara bhi nahi

dil toh kehta hai woh apne hai apne hi hai

jinki janib se halka sa ishaara bhi nahi

koi aawaz toh aayi hain kahi se lekin

usne ab tak to bhule se pukaara bhi nahi

dil toh kehta hai woh apne hai apne hi hai

dil toh kehta hai

Explore this song