Roman script
dil teri divangi me kho gaya hai dil teri divangi me kho gaya hai dil teri divangi me kho gaya hai dil teri divangi me kho gaya hai kho gaya hai ho gaya hai ishq tumse ho gaya hai ho gaya hai ishq tumse ho gaya hai kal talak jo baat bhi karte na the jo nigahe char tak karte na the kal talak jo baat bhi karte na the jo nigahe char tak karte na the aaj unko pyar hamse ho gaya hai aaj unko pyar hamse ho gaya hai ho dil teri divangi me kho gaya hai ishq ne aankhe karam ham pe kiye hai yar ki aaghosh se lipte huye hai ishq ne aankhe karam ham pe kiye hai yar ki aaghosh se lipte huye hai khwab jo dekha tha pura ho gaya hai khwab jo dekha tha pura ho gaya hai ho dil teri divangi me kho gaya hai tum mile to ye khudayi mil gayi har khushi jo thi parayi mil gayi tum mile to ye khudayi mil gayi har khushi jo thi parayi mil gayi, mil gayi meharban mujhpe mera rab ho gaya hai meharban mujhpe mera rab ho gaya hai dil teri divangi me kho gaya hai kho gaya hai ho gaya hai ishq tumse ho gaya hai ho gaya hai ishq tumse ho gaya hai ho gaya hai ishq tumse ho gaya hai lyrics typed by: neha gupta
Song details
- Singer: Anand Raj Anand
- Singer: Richa Sharma
- Film / album: Kismat (2004)
- Composer: Anand Raj Anand
- Lyricist: Dev Kohli
- Actor: Bobby Deol
- Actor: Priyanka Chopra
- Actor: Aashish Vidyarthi
- Actor: Sanjay Narvekar
- Actor: Mushtaq Khan
- Actor: Mohan Joshi
- Actor: Smita Jaykar
- Actor: Kabir Bedi
- Actor: Shahbaaz Khan
- Actor: Virendra Saxena
- Actor: Amit Behl
singer: Anand Raj Anand, Richa Sharma
actor: Bobby Deol, Priyanka Chopra