Roman script

dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai
dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai
teri mohabbat me ye sanam
khud ko badnam kar diya hai
dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai
teri mohabbat me ye sanam
khud ko badnam kar diya hai
haye dil tere naam kar diya hai
ab aage jo bhi ho anjaam dekha jayega
mere in labon pe har pal naam tera aayega
ab aage jo bhi ho anjaam dekha jayega
mere in labon pe har pal naam tera aayega
tere bgair yeh dil chain khaa payega 
dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai
teri mohabbat me ye sanam
khud ko badnam kar diya hai
dil tere naam kar diya hai
jiski thi talaash hame zindgi ki raahon me 
manjil wo paayi hmne teri hi nigaahon me 
jiski thi talaash hame zindgi me raahon me 
manjil wo paayi hmne teri hi nigaahon me 
dil taras rha hai hm kho jaye teri baahon me 
dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai
teri mohabbat me ye sanam
khud ko badnam kar diya hai
dil tere naam kar diya hai
kitna hasin kaam kar diya hai
teri mohabbat me ye sanam
khud ko badnam kar diya hai
dil tere naam kar diya hai

Song details

Song video

Watch on YouTube