Roman script

dil tera deewana hai dil tera deewana 

chori chori tera mera ban gaya afsana

dil tera deewana hai dil tera deewana 

chori chori tera mera ban gaya afsana

meri jane jana mere pass aana 

o meri jane jana mere pass aana 

apne aashiq ko tadpa ke na jana haye 

dil tera deewana hai dil tera deewana

chori chori tera mera ban gaya afsana

mere jane jana mere pass aana 

o mere jane jana mere pass aana 

apni janam ko tadpa ke na jana

dil tera deewana hai dil tera deewana 

chori chori tera mera ban gaya afsana

kiya hai pyaar kiya hai maine ikrar kiya hai 

meri jaa raat khwabo me tera didar kiya hai

aji kya khub mila hai jawa mehboob mila hai 

meri dhadkan ki jawani meri chahat ka sila hai 

ho sama hai suhana bada aashiqana

ho sama hai suhana bada aashiqana

aise mausam me tu mujhko behka na 

dil tera deewana hai dil tera deewana 

chori chori tera mera ban gaya afsana

tera jalwa nigaho me tujhe manga duaao me

meri jannat meri duniya mere dilbar ki baaho me

zamin hai aasman tu hai jaha dekhu vaha tu hai 

kitabe ishq me humdum meri dastan tu hai 

jane jane zamana ishq sadiyo purana 

jane jane zamana ishq sadiyo purana 

diya maine tujhe chahat ka nazrana 

dil tera deewana hai dil tera deewana 

chori chori tera mera ban gaya afsana

dil tera deewana hai dil tera deewana 

chori chori tera mera ban gaya afsana

o meri jane jana mere pass aana 

o mere jane jana mere pass aana 

apne aashiq to tadpa ke na jana haye

dil tera deewana hai dil tera deewana 

dil tera deewana hai dil tera deewana

Explore this song