Roman script

dil se teri nigaah jigar tak utar gayi 
dil se teri nigaah jigar tak utar gayi 
dono ko ik ada me radamand kar gayi 
dil se teri nigaah jigar tak utar gayi 
dekho to dil fareb ye andaaz e lakhsh pa 
dekho to dil fareb ye andaaz e lakhsh pa 
mauj e khira me yaar bhi kya kul katal gayi 
dil se teri nigaah jigar tak utar gayi 
nazare ne bhi kaam kiya waha nakaab ka 
nazare ne bhi kaam kiya waha nakaab ka 
masti se har jaan tere rukh par bikhar gayi 
dil se teri nigaah jigar tak utar gayi 
maara zamane me asdullah khan tune 
maara zamane me asdullah khan tune 
wo balbale kaha wo jawani khan tune 
dono ko ik ada me radamand kar gayi 
dil se teri nigaah jigar tak utar gayi

Song details