Roman script

jawaan dil mein ho jine ki umang 
uske sang ho dil mein pyar ki tarang 
jawaan dil mein ho jine ki umang 
uske sang ho dil mein pyar ki tarang 
har dil mein hai khuda ka hi rang 
dil se khele jo hogi usse apni jung 
dil se mat khel 
jawaan dil mein ho jine ki umang 
uske sang ho dil mein pyar ki tarang 
har dil mein hai khuda ka hi rang 
dil se khele jo hogi usse apni jung 
dil se mat khel 
sheeshe ki tarah dil hota hai socho na 
jhuthe pyar se dil kisi ka todo na 
jawaan dil mein ho jine ki umang 
uske sang ho dil mein pyar ki tarang 
har dil mein hai khuda ka hi rang 
dil se khele jo hogi usse apni jung 
dil se mat khel 
dil bada kamsin hota hai 
dil roye to rab rota hai 
dil khuda ka ghar hota hai
dil se kabhi mat khel 
jawaan dil mein ho jine ki umang 
uske sang ho dil mein pyar ki tarang 
har dil mein hai khuda ka hi rang 
dil se khele jo hogi usse apni jung 
dil se mat khel 
jisko chahe de de dil par soch le 
sachche pyar se ho sake to dil jeet le 
dil se kabhi mat khel 
dil se mat khel 
dil se mat khel 
dil se mat khel 
dil se mat khel

Song details

Song video

Watch on YouTube