Roman script

dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana

chand sitare jis par vare pyar hai uska najrana

dekh ke jiska jalva chadhta suraj pani bharta hai

ha suraj pani bharta hai aasman bhi uske aage

jhuk kar sajde karta hai ha jhuk kar sajde karta hai

mast hawaye jab laharaye gaye usi ka afsana

dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana

vo jo baho me aan mile to shokh bahare sharmaye

ha shokh bahare sharmaye bhule se jo hans de to

phulo ko pasine aa jaye phulo ko pasine aa jaye 

hosh uda ja samne aa ja aap se kyu hai begana

dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana

chand sitare jis par vare pyar hai uska najrana

dil se hai pyara jiska ishara dil hai usi ka diwana

Explore this song