Roman script

dil se dil milne ka koi kaaran hoga 
bina kaaran koi baat nahi hoti
dil se dil milne ka koi kaaran hoga 
bina kaaran koi baat nahi hoti
dil se dil milne ka koi kaaran hoga 
waise to hum dono ek duje se hai abhi anjane
waise to hum dono ek duje se hai abhi anjane
koi agar dekhe to kahe barso ke hai mit purane
ho ho ho ho kuchh hai tum me hum me 
varna is mausam me phulo ki aisi baarat nahi hoti
dil se dil milne ka koi kaaran hoga 
jane kaha se aaye ho tum hum aaye kaha se jane
aji tumko khabar na humko pata dil kaise mile deewane
jane kaha se aaye ho tum hum aaye kaha se jane
ho ho ho ho shayad hum dono ka ek hi rasta hoga
varna hamari mulakat nahi hoti
dil se dil milne ka koi kaaran hoga

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar