Roman script

come baby dance with me 

come baby dance with me 

dil se dil mila fir kaisa gila 

ho gaya pyaar gul se gul khila 

fir kaisa gila mere dildaar 

come baby dance with me 

come baby dance with me 

mat gaa ye pardeshi geet bhul ke desh ka ye sangeet 

saat suron ke sagar mein doob ke dekh mere manmeet 

samhi baby its a new world 

ye meri duniya hai tu purana hai tu diwaana hai

o its a bang bang o its a bang bang 

dil ko jo dhadka de ye wo gana hai wo zamana hai 

o its a bang bang o its a bang bang 

ye meri duniya hai tu purana hai tu diwaana hai

nindiya naa aaye saari rain nindiya naa aaye saari rain 

bindiya ne loota bindiya ne loota mere dil ka chain 

nindiya naa aaye saari rain nindiya naa aaye saari rain

log sab udate hain aasmaano mein do jahano mein 

o its a bang bang o its a bang bang 

tu abhi khoya hai apne gaano mein desi gaano mein

o its a bang bang o its a bang bang 

panchi nhi hm hai insaan is dhati mein apni jaan 

phul khile jahan geeton ke wo gulshan ye hindustan 

is dhun pr lehrake dekh saath mere tu gaake dekh

oh its dhun pr lehrake dekh saath mere tu gaake dekh

is bindiya ne loota mere dil ka chain 

nindiya naa aaye saari rain nindiya naa aaye saari rain 

nindiya naa aaye saari rain nindiya naa aaye saari rain

Explore this song