Roman script
dil se aa, tu dil ko jod de sharmana tu humse chhod de mane na mane ye duniya duniya ki rasmo ko tod de sona kya, chandi kya, heere moti hai kya pyar se pyar kar, pyar se dil laga hum diwane pyar ke hai, hum diwane yaar ke hai dil se aa, tu dil ko jod de sharmana tu humse chhod de mane na mane ye duniya duniya ki rasmo ko tod de sona kya, chandi kya, heere moti hai kya pyar se pyar kar, pyar se dil laga hum diwane pyar ke hai, hum diwane yaar ke hai diwano se dil ka sauda kar diwano me naam kar le tu aa meri mohabbat ke saaye me aa din me hi sham kar le tu pyar me hai jadu, kar de ye bekabu dil me hai tu hi tu ae meharba to sona kya, chandi kya, heere moti hai kya ha ha pyar se pyar kar, pyar se dil laga hum diwane pyar ke hai, hum diwane yaar ke hai shama pighal ke hi mane hai parwana bhi jal ke mane hai duniya magar unpe hansti hai chahat ke ye hi fasane hai had se gujar jate hai, ye dilwale unki thokar me hai ye jahan hey sona kya, chandi kya, heere moti hai kya pyar se pyar kar, pyar se dil laga hum diwane pyar ke hai, hum diwane yaar ke hai dil se aa, tu dil ko jod de sharmana tu humse chhod de mane na mane ye duniya duniya ki rasmo ko tod de sona kya, chandi kya, heere moti hai kya pyar se pyar kar, pyar se dil laga hum diwane pyar ke hai, hum diwane yaar ke hai
Song details
- Singer: Abhijeet
- Singer: Sunidhi Chauha
- Film / album: Bharat Bhagya Vidhata (2002)
- Composer: Hriju Roy
- Actor: Shatrughan Sinha
- Actor: Tom Alter
- Actor: Vishwajeet Pradhan
- Actor: Laxmikant Berde
- Actor: Rinku Ghosh
- Actor: Mahima Choudhary
- Actor: Vikramaditya
- Actor: Osho Raja
- Actor: Ali Khan
- Actor: Anil Nagrath
- Actor: Achyut Potdar
- Actor: Vidya Sinha
- Actor: Pramod Moutho
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Razzak Khan
- Actor: Farha
- Actor: Shadaab Khan
- Actor: Chandrachur Singh
- Actor: Jaya Prada
Song video
singer: Abhijeet, Sunidhi Chauha
