Roman script

dil pagal deewana hai ye pyar karega 
dil pagal deewana hai ye pyar karega 
dil pagal deewana hai ye pyar karega 
ye kab dara hai duniya se jo ab darega
ye pyar me dhadka hai ye pyar se dhadkega 
ye pyar me dhadka hai ye pyar se dhadkega 
ye kab dara hai duniya se jo ab darega
dil pagal deewana hai ye pyar karega
ye kab dara hai duniya se jo ab darega
dil takhto taj ki parvah nahi karta
rasmo riwaz ki parvah nahi karta
ho dil takhto taj ki parvah nahi karta
rasmo riwaz ki parvah nahi karta
daulat se kharidoge to inkaar karega 
daulat se kharidoge to inkaar karega 
ye kab dara hai duniya se jo ab darega
dil pagal deewana hai ye pyar karega
ye kab dara hai duniya se jo ab darega
falak roke zami roke magar hum ruk naa payenge
deeware todke saari hum tumse milne aayenge
falak roke jami roke magar hum ruk naa payenge
deeware todake sari hum tumse milne aayenge
mohabbat jhuk nahi sakti zamane ke jhukane se
mohabbat mit nahi sakti zamane ke mitane se
kehta nahi hai dil karke dikhayega
tufa me chahat ki shamma jalayega
ye jurme wafa dil to sau baar karega 
ye jurme wafa dil to sau baar karega 
ye kab dara hai duniya se jo ab darega
dil pagal deewana hai ye pyar karega
ye kab dara hai duniya se jo ab darega
ye pyar me dhadka hai ye pyar se dhadkega 
ye kab dara hai duniya se jo ab darega
dil pagal deewana hai ye pyar karega

Song details

Song video

Watch on YouTube