Roman script

dil ne pyar kiya hai ek bewafa se

dil ne pyar kiya hai ek bewafa se

pachta rahe hai dil hamara tha 

humne ne hara tha tumpe vara tha

dil ne pyar kiya hai ek bewafa se

dil ne pyar kiya hai ek bewafa se

kal tumne jo hamse, vade kiye the

kaha hai, kaha hai, kaha hai vo vade

kal tumne jo humse, khai thi kasme

kaha hai, kaha hai, kaha hai vo kasme

na itraye, na muskaye, sharmaye dil humara tha

humne ne hara tha tumpe vara tha

dil ne pyar kiya hai ek bewafa se

dil ne pyar kiya hai ek bewafa se

aye jane ja tumko, puja hai humne

jara yad kijye, vo rate suhani

humrajgi tum, meri jindagi thi

magar aaj, badali hui hai kahani

ye kya ho gya, ye kyo ho gya, samaj na saka 

dil hamara tha 

humne ne hara tha tumpe vara tha

dil ne pyar kiya hai ek bewafa se

dil ne pyar kiya hai ek bewafa se

aye gulbadan sabse mumtaj thi tum

mahal pyar ka ek banaya tha maine

ye kisi najar se jala aashiyana

bade naj se ghar sajaya tha maine

luti jindagi, miti bandagi, mili bekasi 

dil humara tha 

humne ne hara tha tumpe vara tha

dil ne pyar kiya hai ek bewafa se

dil ne pyar kiya hai ek bewafa se

pachta rahe hai dil hamara tha

Explore this song