Roman script

dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya 

ho dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya 

muskuraoge tum ji jalaoge tum 

hum bata de to humko sataoge tum 

dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya 

muskuraoge tum ji jalaoge tum 

hum bata de to humko sataoge tum 

dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya 

bat aisi ke muh par na la paye hum 

ho bat aisi ke muh par na la paye hum 

bat aisi ke soche to sharmaye hum 

dil to masum hai tumko malum hai 

dil to masum hai tumko malum hai 

kya sata kar bhala humko paoge tum 

dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya 

muskuraoge tum ji jalaoge tum 

hum bata de to humko sataoge tum 

dil ne chaha hai kya tumne agar sun liya

Explore this song