Roman script

kaga subatan khai jo aur chun chun khayo mans 

ye do naina mat khaijo mohe piya milan ki aash  

mohe piya milan ki aash

dil ne badi shidadt se chheda hai tarana 

dil ne badi shidadt se chheda hai tarana 

piya tum jaldi se aana piya tum jaldi se aana 

pehchan kho gayi diwani ho gahi hu 

teri yaad ki purani nishani ho gayi hu 

main aapni zindgi se baigani ho gayi hu

dil jalata hai koyal ka gungunna 

piya tum jaldi se aana piya tum jaldi se aana  

aankho mein aarju hai hotho pe mera dam hai 

teri did ki tamnna in sanso ka bhram hai 

kya khub bebasi hai ye kya hansi sitam hai 

tanhaai ka aalam hai mausam hai ashikana 

piya tum jaldi se aana piya tum jaldi se aana 

tera naam padhte padhte aadat si ho gayi hai 

is darja bekarari raato ki badh gayi hai 

ek dhun mein bandh gayi hu ek dhun si chad gayi hai 

muskil se ho raha hai sanso ka aana jana 

piya tum jaldi se aana piya tum jaldi se aana 

piya tum jaldi se aana piya tum jaldi se aana

Explore this song