Roman script

ishq maza hai ishq wafa hai ishq ada hai ishq nasha hai

iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya 

dil nakaam dil nakaam dil nakaam 

dil nakaam dil nakaam dil nakaam 

haan pyaar ke dariya mein doob ke bekraar dil ho gaya

dil laga ke tanhai mein jeena mushkil ho gaya

aaj kal haal aisa hai meri betaabi ka

kya karu main bhala dil ki iss gustakhi ka

iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya 

dil nakaam dil nakaam dil nakaam 

dil nakaam dil nakaam dil nakaam 

saanso ki sargoshiyo ko chain ka ehsaas do 

aankho ka samjho ishara pyaar ki ik raat do 

zindagi har ghadi jee rhi kabhi khwahish me 

bepanah pyaar ki bewajah farmaaish me 

iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya 

dil nakaam dil nakaam dil nakaam 

dil nakaam dil nakaam dil nakaam 

ishq maza hai ishq wafa hai ishq ada hai ishq nasha hai

ishq maza hai ishq wafa hai ishq ada hai ishq nasha hai

iss ishq ke chakkar mein pad ke dil ho gaya ho gaya 

dil nakaam dil nakaam dil nakaam 

dil nakaam dil nakaam dil nakaam

Explore this song