Roman script

dil na kisi ka jaye, jaan jaye to jaye
dil na kisi ka jaye, jaan jaye to jaye
pyar na kisi pe aaye jaan jaye to jaye
pyar na kisi pe aaye jaan jaye to jaye
dariya ke paniyo si chadti jawaniya 
dariya ke paniyo si chadti jawaniya 
dub na jaye kahi ham dil jaaniya
yeh tufan na aaye jaan jaye to jaye
lagati hai jo dil me to rukti nahi hai
lagati hai jo dil me to rukti nahi hai
sat samundaro se bujhti nahi hai
aag na yeh lag jaye jaan jaye to jaye
phulo me hote hai sholo bhi aag ke 
phulo me hote hai sholo bhi aag ke 
pyar jo karte hai rate jag jag ke
nind na kahin ud jaye ve jaan jaye to jaye
nind na kahim ud jaye ve jaan jaye to jaye
dil na kisi ka jaye jaan jaye to jaye
pagal divana hai yeh bat aur hai, yeh bat aur hai 
pagal divana hai yeh bat aur hai 
shishe ke jaisa yeh dil kamjor hai
shisha yeh tut na jaye jaan jaye to jaye
shisha yeh tut na jaye jaan jaye to jaye
dil na kisi ka jaye jaan jaye to jaye
pyar kisi pe na aaye jaan jaye tao jaye
dil na kisi ka jaye jaan jaye to jaye
pyar kisi pe na aaye jaan jaye tao jaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Raveena Tandon, Divya Bharti