Roman script

dil mera tadpane wala

shad rahe aabad rahe

aankho me bas jaane wala

shad rahe aabad rahe

dil mera tadpane wala

shad rahe aabad rahe

jisne dil ko tod diya hai

jisne mukhda mod liya hai

wo tod ke dil ko jane wala

shad rahe aabad rahe

dil mera tadpane wala

shad rahe aabad rahe

jisne gum ka daan diya hai

jisne ye ehsan kiya hai

wo gum nagri me lane wala 

shad rahe aabad rahe

dil mera tadpane wala

shad rahe aabad rahe

samjhi thi main jisko apna

samjhi thi main jisko apna

wo nikla ek jhutha sapna

sapno me na aane wala

shad rahe aabad rahe

dil mera tadpane wala

shad rahe aabad rahe

aankho me bas jane wala

shad rahe aabad rahe

Explore this song